Best Aala Hazrat Shayari in hindi & urdu 2022
We are presenting Aala Hazrat Shayari in front of you, you must read this poetry and also share it with your friends and relatives. Aala hazrat का पूरा नाम Ahmed Raza Khan Barelvi था।
Read More: 101+ Best Imam Hussain quotes ~ Shayari
Aala hazrat shayari
वो कमाल-ए-हुस्न-ए-हुज़ूर है के गुमान-ए नक्स जहां नहीं यही फूल खार से दूर है यही शम्मा है के धुआं नहीं
Wo Kamaal-e-Husn-e-Huzoor hai ke Gumaan-e-Naqs Jahaan Nahi
Yahi Phool Khaar Say Door hai
yahi shamma hai ke dhuaan Nahi
आंखों का तारा नाम ए मोहम्मद दिल का उजाला नाम ए मोहम्मद पूछेगा मौला लाया है क्या क्या मैं यह कहूंगा नाम-ए-मोहम्मद
Status Aala hazrat shayari
Aankhon Ka Taara Naam E Muhammad
Dil ka ujaala Naam E Muhammad
Puche ga Maula laya hein kya kya
Mai ye kahunga Naam E Muhammad
ए मौला एक बार दिखा दे जलवा कमली वाले का तन मन वारा जिस ने दिखा चेहरा कमली वाले का
Ae Maula Ik Baar Dikha De Jalwa Kamli Wale Ka
Tan Man Wara Jis Ney Dikha Chehra Kamli Waley Ka
इल्म ऐसा भी ना दे खुद को कहूँ उन जैसा इससे बेहतर मौला मुझे जाहिल कर दे
Islamic aala hazrat shayari
Ilm Aisa bhi na de khud ko kahuñ un jaisa
Isse behtar mere maula mujhe jaahil kar de
Status aala hazrat shayari
जिस ख्वाब में हो जाए दीदार-ए-नबी हासिल ए इश्क़ कभी मुझ को नींद ऐसी सुला जाना
Jis Khawab Mai Ho Jaye
Deedar-E-Nabi Hasil
Aee Ishq Kabhi Mujh Ko
Neend Essi Sula Jana
दुनियाँ को देखना भी गवारा ना किया जब तक अली ने देखा ना चेहरा रसूल का नारा राजा का लगता है दुनियां में इसलिए अहमद राजा के लब पर था नारा रसूल का
Duniya ko dekhna bhi gawara na kiya
Jab tak ali ne dekha na chehra rasool ka
Naara raja ka lagta hai duniya mein isliye
Ahmed raja ke lab par tha naara rasool ka
जिस दिन से हुआ हूँ मैं गदा आपके दर का दामन मेरा उस दिन से मुरादों से भरा है
Jis din se hua hu main gadaa aapke dar ka
Daaman mera us din se muradon se bhara hai
Islamic aala hazrat shayari
मुझे भी चश्मे करम मेरे खुदा जो जाए यानी दीदार मदीने का अता हो जाए
Mujhe bhi chashme karam mere khuda ho jaye
Yaani deedar madine ka ataa ho jaye
आला हज़रत के नाम पर मुस्कुरा देना भी ईमान की पहचान है
Aala hazrat ke naam par
Muskura dena bhi
Imaan ki pehchan hai
Aala hazrat shayari lyrics
दिलनशीं लगता था कितना सारा मंजर ख़ाक पर जिस घड़ी बिछता था उनका शाही बिस्तर ख़ाक पर भीख मिलती है सभी को आपके दरबार से आपसा देखा ना कोई बंदापरवर ख़ाक पर
Dilnashin lagta tha kitna
Sara manzar khaak par
Jis ghadi bichhta tha unka
Shaahi bistar khaak par
Bheekh milti hai sabhi ko
Aapke darbar se
Aapsa dekha na koi
Banda Parwar khaak par