20+ Parizaad Shayari in Hindi & Urdu | Parizad poetry & quotes (2022)
दोस्तों आज हम इस Parizaad Shayari ब्लॉग पोस्ट में आपके साथ Parizaad Pakistani Drama में बोली गयी शायरी को शेयर कर रहे हैं। इसको 2021 में लोगों के सामने hum tv पर release किया गया था।
इसके बाद यह सिरीज़ इतनी famous हुई कि भारत में भी इसको पसंद करने वालों की गिनती बढ़ गयी। इसमें बोली शायरी को लोगों के द्वारा बहुत पसंद किया गया। parizaad series को आप youtube पर humtv के ऑफिसियल चैनल पर देख सकते हो।
इसके कुल 29 एपिसोड हैं और हर एक एपिसोड लगभग 35 से 40 मिंट का है, यदि आपने अभी तक इसको नहीं देखा तो जरूर देखें यह आपको बेहद पसंद आएगा।
तो दोस्तों हम इस पोस्ट में Parizaad में बोली गयी शायरी को आपके साथ Hindi or urdu भाषा मे शेयर कर रहे हैं, जिसमें Parizad Shayari In Hindi, Parizaad Poetry In Hindi, Parizaad Quotes or Parizaad Shayari In Urdu आपको देखने के लिए मिलेगी।
Parizaad Shayari In Hindi
जब बारिश की पहली बूंद गिरे तो चले आना मेरा संदेसा मिले या न मिले तुम चले आना।।
Jab baarish ki pehli boond gire to chale aana
Mera sandesha mile ya na mile tum chale aana…
सितारे जो चमकते हैं किसी की चश्म-ए-हैरा में मुलाकातें जो जो होती हैं जमाल-ए-अब्र-ओ-ब्रां में यह न आबाद वक़्तों में दिल ए नाशाद में होगी मोहब्बत अब नहीं होगी यह कुछ दिन बाद में होगी गुज़र जाएंगे जब यह दिन यह उन की याद में होगी।।
Parizaad Shayari
Sitare Jo Chamkte Hain
Kisi Ki Chashm-e-Haira Mein
Mulaqaten Jo hoti Hain
Jamal-e-Abr-o-Baran Mein
Ye Na-Abad Waqton Mein
Dil-e-Nashad Mein Hogi
Mohabbat ab Nahi Hogi
Ye Kuch Din Baad Mein Hogi
Guzar Jayenge Jab Ye Din
Ye Un Ki Yaad Mein Hogi
रात हो, चाँद हो, शहनासा हो क्यों ना रग रग में फिर नशा सा हो मैंने इक उम्र खर्च की है तुम पर तुम मेरा कीमती एहसासा हो एक तो खौफ भी हो दुनियां का और मोहब्बत भी बे-तहाशा हो।।
Parizaad Drama Shayari
Raat ho chand ho shanasa ho
Kyun na rag rag mein phir nasha sa ho
Mein ne ik Umar kharch ki hai tum par
Tum mera qeemti asasa ho
Ek to khauf bhi ho duniya ka
Aur mohabbat bhi bey-tahasha ho
Maine ek Umar kharch ki hai tum par lyrics
कभी तुमने कहा था वापस लौट जाओ कि मोहब्बत हक़ है हक़ कुछ ख़ूबरूओं का हक़ कुछ शहज़ादों का, बहुत दिलकश से जिस्मों का फलक के परिज़ादों का।। मगर इस सौगात से आरी मैं एक आम सा कारी सो वापस लौट आया मगर यह कह ना पाया बहुत बर्बाद होते हैं फ़क़त चेहरे कहाँ कुछ दिल भी परीजाद होते हैं यह दिल जब टूट जाएं तो फ़लक भी कांप उठते हैं मोहब्बत रूठ जाए तो वबाएँ फैल जाती हैं तो देख लो जाना तुम्हारे शहर में आज जंगलों के स्कूत है तुम्हें नाज़ था जिस पर वो मोहब्बत भी मशहूर है तुम्हारा हुस्न बस एक सरां है क्या दिलकश क्या बदसूरत हर चेहरे पर नकाब है हर चेहरे पर हिजाब है।।
Parizaad Shayari Lyrics
Kabhi tum ne kaha tha Wapas laut jao
Kabhi tum ne kaha tha Wapas laut jao
Ki Mohabbat haq hai
Haq kuch khoobruon ka
Haq kuch shahzadon ka
Bahot dilkash se jismon ka
Falak ke Parizaadoan ka
Magar iss saughat ka aari
Main ek aam sa qaari
So wapas laut aaya
Magar yeh keh na paya
Bahut barbaad hote hain
faqat chehre kahan
Kuch Dil bhi Parizaad hote hain
Yeh dil jab toot jaye toh
Falak bhi kaanp utthtey hain
Mohabbat rooth jaye to
Wabaayein phail jati hain
Toh dekh lo janaañ
Tumhare shehar mein aaj
Janglon ka sukoon hai
Tumhein naaz tha jis par
Woh mohabbat bhi mashoor hai
Tumhara husn bas ek saraan hai
Kya dilkash kya Badsoorat
Har chehre par naqab hai
Har shakhs ba hijab hai
Parizaad Shayari In English
Mohabbat ab nahi hogi Yeah kuch din baad mein hogi Guzar jayenge jab ye din Yeh un ki yaad mein hogi…
parizaad quotes in english
मोहब्बत अब नहीं होगी
यह कुछ दिन बाद में होगी
गुज़र जाएंगे जव यह दिन
यह उन की याद में होगी।।
Ki mere qatal ke baad usne jafa se touba Haye us zood-e-pasheman ka pasheman hona…
कि मेरे क़त्ल के बाद उसने जफ़ा से तौबा
हाय उस ज़ूद-ए-पशेमां का पशेमां होना।।
Mere do dost hain Din ke udte baadal Aur raat ke toote taare Aur unki do hamjoliyan Barish ki barsati boonde Aur girti barf ki titliyan Fir jab kabhi hum saare apas me mil baithte hai pehro khoja krte hai Tumko socha karte hai
parizad shayari in english
मेरे दो दोस्त हैं,
दिन के उड़ते बादल
और रात के टूटे तारे,
और उनकी दो हमजोलिया
बारिश की बरसती बूंदे और
गिरती बर्फ की तितलियां
फिर जब कभी हम सारे
आपस में मिल बैठते हैं
पहरो खोजा करते हैं
तुम को सोचा करते हैं।।
Parizaad Shayari In Urdu
Qissay Meri Ulfat K Jo Marqoom Hain Saare Aa Dekh Tere Naam Se Masoom Hain Saare Shayed Ye Zarf Hai Jo Khamosh Hoon Ab Tak Warna To Tere Aeib Bhi Maloom Hain Saare Sub Jurm Meri Zaat Se Mansoob Howy “Mohsin” Kya Mere Siwa Shehar Mein Masoom Hain Saare
किस्से मेरी उल्फ़त के जो मरक़ूम हैं सारे
आ देख तेरे नाम से मासूम हैं सारे
शायद यह ज़र्फ़ है जो खामोश हूँ अब तक
वरना तो तेरे ऐब भी मालूम हैं सारे
सब जुर्म मेरी जात से मंसूब हुए “मोहसिन”
क्या मेरे सिवा शहर में मासूम हैं सारे।।
Parizaad Shayari Urdu
Yaha Gareeb ki to shayari bhi Faizul Lagti Hai Aur Agar Mard Ameer ho to Uske Munh se Nikali Hui Gaali bhi shayari Lagti Hai.
यहाँ गरीब की तो शायरी भी फैज़ुल लगती है
और गर मर्द अमीर हो तो उसके मुंह से
निकली हुई गाली भी शायरी लगती है।।
Jab dheeme Dheeme hasti ho Us barish jaisi lagti ho Thodi dil ki kehti ho Jyada dil mein rakhti ho Kyun jaoon rangrez ke paas Tum toh sihaa mein bhi jachti ho Karne do unhe singaar Tum toh sada bhi sajti ho…
Tum Sada Bhi Sajti Ho
जब धीमे धीमे हँसती हो
उस बारिश जैसी लगती हो
थोड़ी दिल की कहती हो
ज्यादा दिल में रखती हो
क्यों जाऊं रंगरेज़ के पास
तुम तो सिहा में भी जचती हो
करने दो उन्हें शिंगार
तुम सदा भी सजती हो।।
Parizaad Shayari Hindi
Parizaad Shayari Hindi Font मेरे ख्वाब, तुम्हारे ख्वाब, हमारे ख्वाब इतने सारे ख्वाब, लाज़ दुलारे ख्वाब चाँद और तारे ख्वाब मेरी झोली में तुम्हारे दामन में और क्या रखा है बस ख्वाब ही ख्वाब हम सब अपने ख्वाबों की गठड़ी कांधे पर लादे, दरबदर भटकते हैं मगर ताबीर नहीं मिलती, हमारे ख्वाबों की ताबीरें जाने किस वीराने में गाहफ़िल नींद की चादर ताने सोई पड़ी हैं लेकिन हमारे बेचैन ख्वाब मसल्सल जाग रहे हैं।।
Parizad Poetry in Text
Mere khwab, tumhare khwab, hamare khwab
Itne saare khwab, laaz dulare khwab
Meri jholi mein tumhare daman mein
Aur kya rakha hai bas khwab hi khwab
Hum sab apne khwabon ki gathari
Kaandhe par laade, darbadar bhatkte hain
Magar tabeer nahi milti
Humare khwabon ki tabeerain jane
Kis veerane mein ghafil
Neend ki chadar taane soi padi hain
Lekin humare bechain khwab
Musalsal jaag rahe hain…
सुनो तुम्हारी वफ़ा पे मुझको गरचे पूरा यकीं है मगर जमाने के वार का कुछ भरोसा नहीं है सो गर कभी ऐसा हो के तुम्हें मुझसे नफरत हो जाए तो कभी उन बातों से नफ़रत न करना जो कभी हमने एक दूसरे से कि थी के बातें तो राब्ता होती हैं वो बैंच जहाँ हम बैठा करते थे वो पहली बारिश, वो कॉफी के खाली मग्ग, वो सीनेमा का पहला टिकट और आखरी दो सीटें सबको याद रखना कभी उनसे नफरत ना करना के यह सब तो लम्हें हैं, हर गरज़ से मावरा सुनो मुझसे और बस मुझसे नफ़रत करना के सिर्फ में और फ़क़त मैं ही तुम्हारी इस नफरत के काबिल हूँ।।
Parizaad poetry nafrat
Suno tumhari wafa pe mujhko
Garche poora yakin hai
Magar zamane ke war ka kuch
Bharosa nahi hai
So agar kabhi aisa ho ke tumhe
Mujhse nafrat ho jaaye
To kabhi un baaton se nafrat na karna
Jo kabhi humne ek dusre se ki thi…
Ke baatein toh raabta hoti hain
Woh bench jaha hum betha karte the
Woh pehli baarish, woh coffee k khali mag
Woh cinema ka pehla ticket
Aur aakhri do seete sabko yaad rakhna
Kabhi unse nafrat na karna
Ke yeh aab toh lamhe hai, har garz se mawra
Suno mujh se aur bas mujhse nafrat karna
Ke sirf main aur fakat main hi teri is nafrat ke kaabil hun…
मैं तुम्हारे ही दम से ज़िंदा हूँ मर ही जाऊं जो तुम से फुर्सत हो।।
Main tumhare hi dam se zinda hun,
Mar hi jaoon jo tum se fursat ho…
प्यास कहती है चलो रेत निचोड़ी जाए अपने हिस्से में समुंदर नहीं आने वाला।।
parizad shayari lyrics
Pyaas kehti hai ab rait nacodi jaaye
Apne hisse mein samandar nahi aane wala…
Parizad Shayari
Parizaad shayari lyrics सुनो! क्या तुमने कभी सरहद देखी है सरहद के एक पार अपना घर होता है कुछ अजनबी सी खुशियां कुछ सनासा गम होते हैं थोड़े पराए से अपने कुछ अपनों जैसे पराए होते हैं।। जब के सरहद के दूसरे पार घायल करने वाला जानी दुश्मन कांटों वाली बाड़ खंडकें और पहरेदार मैं भी आज एक ऐसी सरहद पर खड़ा हूँ parizad shayari in hindi मेरी और तुम्हारी मोहब्बत की सरहद सरहद के इस पार मेरा सब कुछ है कामयाबियां, कामरानियाँ, शदमानिया इज्ज़त, दौलत शौहरत के सुख मगर सरहद के उस पार घात लगाए बैठी एक दुश्मन मोहब्बत, ज़िंदा कैद और कफ़स रास्वाईयों की खंदक और बदनामियों की खरदर तार और मैं ढलती शाम के साए तले इस सरहद के बीच खड़ा हूँ यह सोच रहा हूँ वापस लौट जाऊं या मोहब्बत की यह सरहद पार कर लूं क्यों कि सरहद के इस जानिब मेरा सब कुछ है और सरहद के उस पार तुम हो।।
parizad shayari in urdu
Suno! Kya tumne Kabhi sarhad Dekhi Hai
Sarhad Ke Paar Apna Ghar Hota Hai
Kuch Ajnabi Si Khushiyan
Kuch Shanasa Gham Hote Hain
Thore paraye Se Apne
Kuch Apno Jaise Paraye Hote Hain
Jab Ke Serhad K Dusre Paar
Ghayal Krne wala Jaani Dushman
Kaanto wali Baar Khandakien Aur Pehredar
Parizaad Shayari Urdu
Mein Bhi Aaj Ek aisi Serhad Per Kherha Hun
Meri Aur Tumhari Mohabbat Ki Serhad
Sarhad Ke Is Paar Mera Sab Kuch Hai
Kamyabiaa Kamraniaa Shadmaniaa
Izzat daulat shauhrat Ke Sukh
Magar Sarhad Ks Us Paar
Ghaat Lagae Bethi ek Dushman Mohabbat
Zinda Qaid Aur Kafas
Ruswaion Ki Khandak Aur Badnamion
Ki Khardar Taar
Aur Mein Dhalti Sham K Sayee Tale
Is Serhad k Beech Kherha Hun
Yeh Soch Raha Hun K Wapas laut jaun
Ya Mohabbat ki Yeh Sarhad Paar Kr lu
Kyon KI Sarhad KE Is Janib Mera Sab Kuch Hai
Jab Ke Sarhad Ke Us Paar Tum Ho
Parizaad Poetry in Hindi & Urdu
Parizaad Shayari Poetry हमेशा देर कर देता हूँ मैं ज़रूरी बात कहनी हो, कोई वादा निभाना हो उसे आवाज़ देनी हो, उसे वापस बुलाना हो हमेशा देर कर देता हूँ मैं मदद करनी हो उसकी, यार की ढारस बंधाना हो बहुत दारीना रास्तों पर किसी से मिलने जाना हो हमेशा देर कर देता हूँ मैं बदलते मौसमों की सैर में दिल को लगाना हो किसीको याद रखना हो किसीको भूल जाना हो हमेशा देर कर देता हूँ मैं किसीको मौत से पहले किसी गम से बचाना हो हकीकत और थी कुछ उस को जा के यह बताना हो हमेशा देर कर देता हूँ मैं।।
parizaad poetry in urdu
Hamesha der kar kar deta hu main
Zaroori baat kehni ho
Koi vaada nibhana ho
Usey awaaz deni ho
Usey wapas bulana ho
Hamesha der kar kar deta hu main
Madad karni ho uski
Yaar ki dharas bandhana ho
Bahut dareena raaston par
Kisi se milne jana ho
Hamesha der kar kar deta hu main
Badalte mausam ke sahr mein
Dil ko lagana ho
Kisi ko yaad rakhna ho
Kisi ko bhool jana ho
Hamesha der kar kar deta hu main
Kisi ko maut se pehle
Kisi gham se bachana ho
Haqeeqat or thi kuch usko
Jakar yeh batana ho
Hamesha der kar kar deta hu main
parizaad poetry in hindi वो सच ही तो कहता था कि हमेशा देर की मैंने ज़रूरी बात कहने में कोई वादा निभाने में तुम्हें आवाज़ देने में तुम्हें वापस बुलाने में हमेशा देर की मैंने हां मैं जानता हूँ वो सच कह गया था तुम्हें मिलने से पहले और तुम्हें पा लेने तक आखिर क्यों इतनी देर की मैंने
parizaad poetry lyrics
Woh sach hi toh kehta tha
Ki hamesha der ki maine
Zaroori baat kehne mein
Koi vaada nibhane mein
Tumhe awaaz dene mein
Tumhe wapas bulane mein
Hamesha der ki maine
Haa main janta hu
Woh sach keh gaya tha
Tumhe milne se pehle
Aur tumhe paa lene tak
Aakhir kyun itni der ki maine…
Parizad Quotes In Hindi & Urdu
Read More👉 Nusrat Fateh Ali Khan Shayari and quotes | best nfak lines (2022)